MUJH SE ZyADA
AGAR tumhein Koi chahe to
mere hathon se apna hath churra
lena
mere dil se apni chahat utha lena
tod dena pyar ki
zanjeerein
mita dena apne hathon se
lakerein aur apnay
khwaab
khawabon se meri tasveer mita lena
magar shart ye ha Ki
MUJH SE ZyYADA TUMhe koi CHAHE
TOh………
No comments:
Post a Comment